Joke SMS, Love SMS, Naughty SMS, Missing You SMS,Good Morning SMS, Good Night SMS, Shayari SMS, Festival SMS, Thought Of The Day SMS, Friendship SMS,Birthday SMS

Monday, December 8, 2008

New Year SMS – A Bad News SMS

Hi Dear,

How are you?

I want to tell you a very bad news…
Don’t get tensed reading it…
Anyways, I am going to leave this world in 1 day…
---- Yours Lovingly 2008
Happy New Year 2009

New Year SMS – Gul ne Gulshan se Gulfam bhejha SMS


Gul ne Gulshan se Gulfam bhejha hai
Sitaro ne gagan se salam bhejha hai
Mubarak ho aapko yeh naya saal
Humne tahe dil se yeh paigaam bhejha hai…
Happy New Year

Friday, December 5, 2008

Friendship SMS – Dosti mein ajmaaish hoti hai SMS

Dosti mein ajmaaish hoti hai…
Dil mein milne ki khwaish hoti hai…
Aapko hum yaad nahi karenge har pal…
Kyunki yaad unhe karte hai
jinhe bhul jane ki gunjaish hoti hai…

Miss You - Zindagi mein kabhi to mujhe yaad karoge SMS




Zindagi mein kabhi to mujhe yaad karoge
Mehfil mein nahi to tanhayee mein fariyaad karoge
Hum sa na mila na kabhi milega koi.
Aur tab apni kismat pe naaz karoge…

Thursday, December 4, 2008

Thought Of The Day SMS – In Tough times SMS




In tough times you will always find
Two hands eagerly waiting to help you…
And those two hands will be
At the end of your own arms….
Believe in yourself always…

Love n Shayari SMS – Yeh chand bhi dekho SMS


Yeh chand bhi dekho
Kya ajib sitam dhata hai
Gor farmayein
Yeh chand bhi dekho
kya ajib sitam dhata hai
Bachpan mein yeh mama
Aur
Jawani mein sanam nazar aata hai

Wednesday, December 3, 2008

PJ Of The Day SMS – Laloo to Mayawati SMS



Mayawati came to Laloo’s house with a goat…
Laloo: Bhainswa ko kyu lai ho?
Maya: Dikhta nahi, goatwa hai…
Laloo:Hum goatwa se hi puch raha hun…